Dosto, Solana ($SOL ) is waqt aik ahem range mein move kar raha hai. Kal ye $94.05 tak gaya tha lekin ab baar baar $89.70 ki support ko touch karke wapis $90 ki range mein aa raha hai. Agar ye $89.60 ka level torta hai to hum mazeed dip dekh sakte hain. Aap ko kya lagta hai, yahan se buy karna chahiye ya wait? Comment mein batayein!

$SOL #sol #CryptoAnalys #BinanceSquare #TradingSignals