💫✨amzan Mubarak✨💫 Allah hum sab ko is barkat walay mahine ki qadr karne ki taufeeq de.Ya Allah, hamari roza,namaz aur duaon ko qabool farma 🤲
Ya Allah!
Humein halal rizq ata farma
Humein har nuksan se bacha
Aur hamari mehnat mein barkat daal de 💰
Ameen