Bitcoin ka Naya record 🚀Kya ap tayyar hain

Assalamualaikum

market ko dekh k lag Raha hai ke aj $BTC

(Bitcoin) rukne Wala nahi hai.$80.000 ka level cross kerne ke baad sab ki nazrein agle target par hain.Maine apna $1 se 2 lakh wala safar shuru kar diyaMujhe lagta hai ke abhi market mein mazeed tezi aayegi. 📈Aap log kya kehte hain? Kya humein abhi $BTC buy karna chahiye ya thoda intezar Comment mein batayein

#Write2Earn #BTC #Bitcoin #Pakistan #TradingStrategy

BTC
BTC
78,392.33
+0.44%