#USCryptoStakingTaxReview #USCryptoStakingTaxReview 🇺🇸
US mein crypto staking rewards free money nahi samjhay jatay 😅
IRS ke mutabiq, staking rewards taxable income hotay hain
Jis din reward milta hai aur tum us par control hasil kar letay ho,
usi din uski USD value par tax lagta hai 💰
Baad mein agar tum us crypto ko sell karo,
toh phir capital gains tax alag se apply hota hai 📊
👉 Lesson: staking se earning achi hai,
lekin record rakhna aur tax samajhna zaroori hai ✔️