$BNB coin ka future generally strong mana jata hai kyunki yeh Binance ecosystem ka core coin hai aur trading fees, burns aur $BNB Chain ki demand isay support karti hai۔

Lekin market risk aur regulations ki wajah se short term volatility rahegi, is liye long term mein zyada behtar mana jata hai۔#BNB_Market_Update #bnb