#BTC ka naya move waqai hairat angaiz hai, lekin asal game $81,000 cross karne ke baad institutional adoption ka shuru hua hai.
Ab sawal sirf price ka nahi, balki crypto ke legal aur global mustaqbil ka hai jo humein ek nayi bull run ki taraf le ja sakta hai. Kya aap ko lagta hai ke Bitcoin is momentum ko barkarar rakhte hue jald hi $90k ka milestone touch kar lega?
Apni prediction niche comments main lazmi batayein! 🚀📈
Are you agreed ..!
#newsalart #BinanceSquareFamily #BinancenewsX