Binance Trading

Binance duniya ka ek bara aur mashhoor crypto exchange hai jahan log cryptocurrencies kharid aur bech saktay hain. Yahan aapko bohat si coins milti hain jaise Bitcoin (BTC), Ethereum (ETH), Binance Coin (BNB) aur hazaron altcoins.

Binance per trading k do main tareeqay hain:

1. Spot Trading – Seedha coin kharidna aur bechna current price par.

2. Futures Trading – Yeh zyada advanced hai, jahan aap leverage use karke zyada profit (ya loss) le saktay hain.

Features of Binance:

Fast aur secure transactions

Mobile app aur website dono easy hain use karne k liye

Different trading tools aur charts available hain

Staking aur savings option bhi hain passive income k liye

Important Note:

Trading risky hoti hai, khaas taur pe futures aur leverage trading mein bohat ziada loss bhi ho sakta hai. Is liye hamesha knowledge aur risk management ke sath kaam karna chahiye.

BTC
BTC
90,117.97
+0.51%
ETH
ETH
3,070.13
-3.38%
SOL
SOL
132.27
+0.79%