Binance Square
agha5522
32 ပို့စ်များ

agha5522

Open Trade
Occasional Trader
3.1 Years
9 ဖော်လိုလုပ်ထားသည်
13 ဖော်လိုလုပ်သူများ
0 လိုက်ခ်လုပ်ထားသည်
ပို့စ်များ
ပိုင်ဆိုင်မှုစာရင်း
·
--
·
--
တက်ရိပ်ရှိသည်
Mery piary Pakistani bhaion !! 🇵🇰 Ap logon Kay andar mujhay pata hai bht shauq hai trading Ka paisa kamana chahaty Hain aur agr ap trading ki dunia main aye Hain to seekh k jaiengy kama k jaiengy bas lalach mien nai ana. Jahan binanace aik behtreen platefrom hai iskay andar BHI Kuch log hoty Hain Jo scam krty Hain. Khas taur Pakistan mien bahut say waqiat ho chunky Hain aesy Ap logon nay gharbana nai bs muhtat rehna hai.🥰 Hamesha unsy buying and selling kren Jo binanace k verified Hun. Aik or ahem cheez!! Age ap regularly Bari ammount withdraw or deposit krty Hain aesy logon sy Jo binanace k Verified nai Hain to apkay bank accounts BHI block ho skty Hain. Umeed hai ap log gaur krengy or next time Jin sy sell and purchase krengy unki profile of reviews zror prhengy. Khush rhen piary bhaion. follow krdo piary Bhaio support krdo zaheer ahmed KO 🙈🤍 zaheer here
Mery piary Pakistani bhaion !! 🇵🇰
Ap logon Kay andar mujhay pata hai bht shauq hai trading Ka paisa kamana chahaty Hain aur agr ap trading ki dunia main aye Hain to seekh k jaiengy kama k jaiengy bas lalach mien nai ana.
Jahan binanace aik behtreen platefrom hai iskay andar BHI Kuch log hoty Hain Jo scam krty Hain.
Khas taur Pakistan mien bahut say waqiat ho chunky Hain aesy
Ap logon nay gharbana nai bs muhtat rehna hai.🥰
Hamesha unsy buying and selling kren Jo binanace k verified Hun.
Aik or ahem cheez!!
Age ap regularly Bari ammount withdraw or deposit krty Hain aesy logon sy Jo binanace k Verified nai Hain to apkay bank accounts BHI block ho skty Hain.
Umeed hai ap log gaur krengy or next time Jin sy sell and purchase krengy unki profile of reviews zror prhengy.
Khush rhen piary bhaion.
follow krdo piary Bhaio support krdo zaheer ahmed KO 🙈🤍 zaheer here
Log in to explore more content
Join global crypto users on Binance Square
⚡️ Get latest and useful information about crypto.
💬 Trusted by the world’s largest crypto exchange.
👍 Discover real insights from verified creators.
အီးမေးလ် / ဖုန်းနံပါတ်
ဆိုဒ်မြေပုံ
နှစ်သက်ရာ Cookie ဆက်တင်များ
ပလက်ဖောင်း စည်းမျဉ်းစည်းကမ်းများ