⚡ Crypto Flash Update | $BTC USD (1H) ⚡ 🔥 Bearish Continuation abhi bhi active hai $BTC ne HTF supply se strong rejection li hai aur abhi tak broken structure reclaim nahi kar saka. Price descending channel resistance ke neeche trade kar rahi hai. Recent pullbacks me bullish strength weak lag rahi hai, jo distribution aur next downside move ka signal de rahi hai. 📉 Bearish Scenario (Active) Jab tak price channel resistance ke neeche hai, further drop expected hai. 🎯 Target 1: 85,500 🎯 Target 2: 84,500 (HTF Demand Zone) 🚀 Bullish Invalidation Agar price descending channel ke upar strong reclaim aur 1H close deti hai, to bearish bias invalidate ho jayega aur momentum shift ho sakta hai. 🔍 Important Levels 🔴 Resistance: 88,200 – 88,600 🟢 Support: 85,500 → 84,500 Abhi tak sellers control me hain, bulls tab tak safe nahi jab tak strong reclaim na ho. ⚠️ Sirf educational purpose ke liye. Financial advice nahi hai. $BTC 🔥